M - Huuu hu Huuuu
F - Hoooo oooo ooooo
M - Huuuu huu huuu huu huu huu
Kya mausam hai,
F - Aaaaa aaaa aaaa
M - aye deewane dil
Arre chal kahin door nikal jaayein
F - Aaaaaaa aaaaaaa
M - Chal kahin door nikal jaayein
Koi humdam hai,
F - Aaaaaaa aaaaaa aaa
M - chahat ke kaabil
To kis liye hum sambhal jaayein
F - Aaaaa aaaaaaa
Chal kahin door nikal jaayein
++++ Subrata Shome ++++
F - Jhoom ke jab jab kabhi, do dil gaate hain
Chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain
M – He he he Aisa hai to kho jaane do, mujhko bhi aaj
Yeh kya kam hai
F - Aaaaaaa aaaaaa aaa
M - do pal ko raahi
Arre mil jaayein behal jaayein
F - Aaaaaaaa aaaaaaa
M - Chal kahin door nikal jaayein
++++ Subrata Shome ++++
M - Yeh mastiyan, yeh…… bahaar
Dil ho chala, be…karar
Main girta hoon mujhe, thaa…m lo
Bheege labon se mera, naa..m lo
F - Duniya ko ab do, nazar kyon aayein hum
Itne kareeb aao ke ek ho jaayein hum
Ke ek ho jaayein hum
B - Ke ek ho jaayein hum
M - Ke ek ho jaayein
++++ Subrata Shome ++++
F - Uuuuuuu
Khoye se hum, khoyi si manzil
Achchha hai, sambhal jaayein
++++ Subrata Shome ++++
M - Chal kahin door nikal jaayein
F – Ooooo oooooo ooo
Achchha hai sambhal jaayein
M - Chal kahin door nikal jaayein
F - Hoooo hooooo
Achchha hai sambhal jaayein.