Do panchhi do tinke
kaho Le ke chale hai kaha
Hoo..Do panchhi do tinke
kaho Le ke chale hai kaha
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Do panchhi do tinke kaho
Le ke chale hai kaha
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Ye to apni hi dhun me gaaye
Unche unche udte jaaye
Inki masti ko aur badhaye
Saawan ki ye hawaaye
Manzil ke matwale dekho
Chhune chale aasman
Oo..Manzil ke (F:Ooo Aaaa)matwale dekho
Chhune chale aasman
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Ek phulon bhari ho daali aur
Us par ho basera
Kuchh aisa hi mitha mitha
Hain sapna tera mera
Ye sapna sach hoga
Kah rahi dhadakno ki zubaan
Oo ..Ye sapna (F:Oooo Aaa)sach hoga
Kah rahi dhadakno ki zubaan
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya.
Yahaan Dil Ki Nahi Koi Kimat
Jo Chahe Tod Jaaye
Jab Tak Na Bane Koyee Rishta,
Hum Rahate Hain Paraaye
Manzil Kya Manzil Ke,
Abb Toh Mitane Lage Hai Nishaan
Ham Ban Na Sake Aashiyaan
Haaye Ban Na Saka Aashiya.