menu-iconlogo
logo

Ek Haseena thi

logo
Paroles
Ek hasina thi, ek deewana tha

Kya umar, kya samaa, kya zamana tha

Ek hasina thi,

Hasina thi,

Ek deewana tha,

Deewana tha

Kya umar, kya samaa, kya zamana tha

Ek din woh mile

Roz milne lage

Ek din woh mile

Roz milne lage

Phir mohabbat huyi,

Bas qayamat huyi

Kho gaye tum kahan, sunke yeh dastaan

Log hairaan hain, kyunki anjaan hain

Ishq ki woh gali, baat jiski chali

Us gali mein, mera aana, jaana tha

Ek hasina thi, ek deewana tha

Kya umar thi, kya samaa tha,

Kya zamana tha

Ek hasina thi, ek deewana tha

(Uss hasin ne kaha) 2,

Suno jaanewafa

Yeh falak, yeh zameen,

Tere bin kuch nahin

Tujhpe marti hoon main,

Pyaar karti hoon main

Baat kuch aur thi, woh nazar chor thi

Uske dil mein chupi, chaah daulat ki thi

Pyaar ka woh fakat, ek bahana tha

Ek hasina thi, ek deewana tha

Kya umar thi, kya samaa

Tha, kya zamana tha

Ek hasina thi, ek deewana tha

Bewafa yaar ne, apne mehboob se

Aisa dhoka kiya, ((aisa dhoka

Kiya) (dhoka dhoka) 2)

Aisa dhoka kiya, zaher usko diya

(dhoka dhoka dhoka 2), zaher usko diya

Mar gaya woh jawan 2, ab suno dastaan

Janm leke kahin, phir woh pahucha wahin

Shakl anjaan thi, katl hairaan thi

Saamna jab hua 2, phir wahi sab hua

Uspe yeh karz tha, uska ye farz

Tha, farz ko karz apna chukana tha