tere bina zindagi se koi
shikwaa to nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
tere bina zindagi bhi lekin
zindagi to nahin
zindagi nahin
zindagi nahin
zindagi nahin
tere bina zindagi se shikwaa
to nahin
kaash aisa ho
tere kadmon se
chun ke manzil chale
aur kahin door kahin
kaash aisa ho
tere kadmon se
chun ke manzil chale
aur kahin door kahin
tum gar saath ho
manzilon ki
kami to nahin
tere bina zindagi se koi
shikwaa to nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
jee mein aata hai
tere daaman mein
sar chhupaa ke hum
rote rahen rote rahen
jee mein aata hai
tere daaman mein
sar chhupaa ke hum
rote rahen rote rahen
teri bhi aankhon mein
aansuon ki
nami to nahin
tere bina zindagi se koi
shikwaa to nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
tere bina zindagi bhi lekin
zindagi to nahin
zindagi nahin
zindagi nahin
zindagi nahin
tum jo keh do to
aaj ki raat
chaand doobega nahin
raat ko rok lo
tum jo keh do to
aaj ki raat
chaand doobega nahin
raat ko rok lo
raat ki baat hai
aur zindagi
baaki to nahin
tere bina zindagi se koi
shikwaa to nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
shikwaa nahin
tere bina zindagi bhi lekin
zindagi to nahin
zindagi nahin
zindagi nahin
zindagi nahin
tere bina zindagi se shikwaa
to nahin