menu-iconlogo
logo

TUM AA GAYE HO NOOR AA GAYA HAI

logo
Paroles
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Nahi to charago se lau ja rahi thi

Jeene ki tumse wajah mil gayi hai

Badi bewajeh zindagi ja rahi thi

Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Kaahan se chale kaahan ke liye

Ye khabar nahi thi magar

Koi bhi seera jaahan ja mila

Wahi tum miloge

Ho kaahan se chale kaahan ke liye

Ye khabar nahi thi magar

Koi bhi seera jaahan ja mila

Wahi tum miloge

Ke hum tak tumhari dua aa rahi thi

Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Nahi to charago se lau ja rahi thi

Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Din dooba nahi raat doobi nahi

Jaane kaisa hai safar

Khwabo ke diye aankho mein liye

Wahi aa rahe the

Ho din dooba nahi raat doobi nahi

Jaane kaisa hai safar

Khwabo ke diye aankho mein liye

Wahi aa rahe the

Jaha se tumhari sada aa rahi thi

Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Nahi to charago se lau ja rahi thi

Jeene ki tumse wajah mil gayi hai

Badi bewajeh zindagi ja rahi thi

Tum aa gaye ho

Noor aa gaya hai

TUM AA GAYE HO NOOR AA GAYA HAI par Kishore Kumar/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures