Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Tu pasand hai kisi aur ki
Tu pasand hai kisi aur ki
Tujhe mangta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Kaun apna hai, kya beghana hai
Kya hakikat hai, kya fasana hai
Kaun apna hai, kya beghana hai
Kya hakikat hai, kya fasana hai
Yeh zamane mein kisne jaana hai
Yeh zamane mein kisne jaana hai
Tu nazar mein hai kisi aur ki
Tujhe dekhta koyi aur hai
Tu nazar mein hai kisi aur ki
Tujhe dekhta koyi aur hai
Tu pasand hai kisi aur ki
Tujhe mangta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai
Pyar mein aksar aisa hota hai
Koyi hasta hai, koyi rota hai
Pyar mein aksar aisa hota hai
Koyi hasta hai, koyi rota hai
Koyi paata hai, koyi khota hai
Koyi paata hai, koyi khota hai
Tu jaan hai kisi aur ki
Tujhe jaanta koyi aur hai
Tu jaan hai kisi aur ki
Tujhe jaanta koyi aur hai
Tu pasand hai kisi aur ki
Tujhe mangta koyi aur hai
Tu pyar hai kisi aur ka
Tujhe chahta koyi aur hai