Song : Deewana Deewana Main Tera
Music : Anu Malik
lyrics : Zameer Kazmi
Singers : Sadhana Sargam, Kumar Sanu
(Movie :Hero Hindustani
(Male1) (Female2)
Na Sona Na Chaandi Na Heerein Na moti
Saari Duniya Se Main Begaanaa
Deewaana Deewaana Main teraa
O Sanam Jaanemann
Deewaana Deewaana Main teraa
O Sanam Jaanemann
️ ️ ️ ️ ️ ️
Ho Na Anchal Na Chudi Na Paayal Na kajal
Saari Duniya Se Main Begaanii
Deewaani Deewaani Main terii
O Sanam Jaanemann
Deewaani Deewaani Main terii
O Sanam Jaanemann
Please follow like me
Aye Mohabbat Ki Surat Mein Yuun Rab Mila
Tera Pyaar Paakar Mujhe Sab Mila
Mujhe Mil Gayi Ek Nayi Jindagi,
Ajab Cheej Hai Yeh Sanam Aashiqi
Haan Sanam Aashiqi
Na Rasame Na Kasme Iraade Na Waade,
Saaari Duniya Se Main Begaana
Deewaana Deewaana Main teraa
O Sanam Jaanemann
Haan Deewaani Deewaani Main terii
O Sanam Jaanemann
Main Tujhako Tujhi Se sanam Maangati Hoo
Main Sabse Jyaada Tujhe Chaahati Hoon
Jara Chir Ke Dil Jahaan Ko Dikha Do
Mohabbat Bhare Dil Ki Kimat Bata Do
Kimat Bata Do
Na Daulat Hukumat Na Puja Ibaadat,
Saari Duniya Se Main Begaani hoo
Deewaani Deewaani Main terii
O Sanam Jaanemann
Deewaana Deewaana Main teraa
O Sanam Jaanemann
Na Aanchal Na Chudi Na Paayal Na Kaajal
Na Sona Na Chaandi Na Heerein Na Moti
Na Daulat Hukumat Na Puja Ibaadat
Na Rasame Na Kasme Iraade Na Waade
Na Basti Na Jungle Na Raste Na Majil
Na Rishtei Na Naate Na Dhaage Na Bandhan
Saari Duniya Se Main Begaana
Deewaana Deewaana Main teraa
O Sanam Jaanemann
Haan Deewaani Deewaani Main terii
O Sanam Jaanemann.