Na chaand ka
Na taaron ka
Na phoolon ka
Na bahaaron ka
Na nazaaron ka
Na ishaaron ka
Na apnon ka
Na begaanon ka
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai
Woh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye
Dil yeh mera beqaraar hai
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon,
Ajnabi se mujhe pyaar hai
Woh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye dil
yeh mera beqaraar hai
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai
Khushbuon ki gali mein
In hawaaon mein dekha
Maine chehraa uska
Dilkash fizaaon mein dekha
Oh, bekhayaal karta hai,
Woh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqaana hai
Bekhayaal karta hai,
Woh bada deewana hai
In labon ka pyaasa hai
Dil ka aashiqaana hai
Woh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye
Dil yeh mera beqaraar hai
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon,
Ajnabi se mujhe pyaar hai
Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon
Aaye ghadiya milan ki
yeh duaa maangti hoon
Ho oo oo oo
jaaneman mohabbat
Mein faasla zaroori hai
Dhadkanein yeh kehti hai
chaar din ki doori hai
Jaaneman mohabbat mein
faasla zaroori hai
Dhadkanein yeh kehti hai,
chaar din ki doori hai
Woh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye
Dil yeh mera beqaraar hai
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai
Woh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye
dil yeh mera beqaraar hai
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon
Ajnabi se mujhe pyaar hai