He he
He he
Hmmmmmm hmm hmm hmm
Ho ho hooo... ahaha
Sochenge tumhe pyar kare ke nahin
Sochenge tumhe pyar kare ke nahin
Ye dil beqaraar kare ke nahin
Khwaabon mein chupaya tumko
Yaadon mein basaya tumko
Khwaabon mein chupaya tumko
Yaadon mein basaya tumko
Miloge hame tum jaanam, kahin na kahin
Sochenge tumhe pyar kare ke nahin
Ye dil beqaraar kare ke nahin
Tum ho khilta mehka sa kamal
Tum ho khilta mehka sa kamal
Hum jo gaaye tum ho woh ghazal
Kamsin bhola sa mukhda,
Lagti ho chaand ka ek tukda
Hum kitni taarif kare
Dekhke tumko aahen bhare
Tumsa nahin hai koi,
Pyaara sanam, pyaara sanam
Sochenge tumhe pyar kare ke nahin
Ye dil beqaraar kare ke nahin
He he he he he
La la la la laaa la
La la la laaa la
He he he he he
Jis din tum ko dekhegi nazar
Jis din tum ko dekhegi nazar
Jaane dil pe hoga kya asar
Rakhenge tumko nigahon mein,
Bhar lenge tumhe baahon mein
Zulfon ko hum suljhayenge,
Ishq mein duniya bhula denge
Ye beqaraari ab to,
Hogi na kam, hogi na kam
Sochenge tumhe pyar kare ke nahin ...
Ye dil beqaraar kare ke nahin
Khwaabon mein chupaya tumko
Yaadon mein basaya tumko
Khwaabon mein chupaya tumko
Yaadon mein basaya tumko
Miloge hame tum jaanam, kahin na kahin
Sochenge tumhe pyaar kare ke nahin
Ye dil beqaraar kare ke nahin
He he ........
La la la la laaaaa la......
La la la la la laa
He he he he he....