Dil na liya, dil na diya
Toh bolo na bolo kya kiya
Dil na liya, dil na diya
Toh bolo na bolo kya kiya
Aake duniya mein bhi agar
Pyar na kiya toh kya kiya
Aake duniya mein bhi agar
Pyar na kiya toh kya kiya
Tune chaand pe bhi hai jamaye kadam,
Dariya mein bhi ghar hai banaya
Teri jaado ne ek rote huye
Insaan ko hai hasana sikhaya
Upar wala bhi haske
Ek din yeh tumse pooche ga
Dil na liya, dil na diya
Toh bolo na bolo kya kiya
Dil na liya, dil na diya
Toh bolo na bolo kya kiya
Aake duniya mein bhi agar
Pyar na kiya toh kya kiya
Aake duniya mein bhi agar
Pyar na kiya toh kya kiya
Yeh jeevan bhi ek circus hai
Abhi sidhe the abhi ulte
Jisse pyar mila woh seedha hua
Warna latke toh latke
Bas itni si baat
Sachi tu bhi,isko maan le
Dil na liya,dil na diya
Toh bolo na bolo kya kiya
Dil na liya, dil na diya
Toh bolo na bolo kya kiya
Aake duniya mein bhi agar
Pyar na kiya toh kya kiya
Aake duniya mein bhi agar
Pyar na kiya toh kya kiya