Qawwali - Parda Hai Parda
Movie - Amar Akbar Anthony
Singer - Md Rafi Sahab
Music - Laxmikant Pyarelal
Lyricist - Anand Bakshi
--------------+++++----------------------------
--------------+++++----------------------------
M) Aaaaaaaa...Aaaaaaa...Aaaaaaa.....
Aaaaaaaaaaaaa.....
Aaaaaaaaaa.....
Shabab pe main zara si
Sharaaa...b phenkoonga
Kisi haseen ki taraf
Yeh gulaaa...b phenkoonga
----music---- track by:- Kundan
Parda hai, parda hai,
parda hai, parda hai
Ch) Parda hai, parda hai,
parda hai, parda hai
M) Parda hai parda, parda hai parda
Parde ke peechhe parda-nashin hai
Parda nashin ko beparda na kar doon, beparda
Parda nashin ko beparda na kar doon to
Akbar mera naam nahi hai
Ch) Parda hai parda, parda hai parda
M) Hey parde ke peechhe parda-nashin hai
Parda nashin ko beparda na kar doon to
Akbar mera naam nahi hai
Ch) Parda hai parda, parda hai parda
----++++++music++++++----
----------+++++++-----------+++++------
M) Main dekhta........ hoon jidhar,
log bhi..... udhar dekhein
Kahan theharti hai ja kar
meri nazar dekhein
Mere khwaabon ki shehzadi
Main hoon Akbar ilahbadi
Main shayar hoon haseenon ka
Main aashiq mehjabeenon ka
Tera daaman, tera daaman, tera daaman
Ch) Daaman daaman
M) Tera daaman na chhodoonga
Main har chilman,
Ch) chilman, chilman
M) Main har chilman ko todoonga
Na dar zalim. zamane. se
Adaa se yaaa bahaaane se
Zara apni soorat dikha de
sama khoobsurat bana de
Nahin to tera naam le ke
tujhe koi ilzam de ke
Tujhko is mehfil mein ruswa na kar doon, ruswa
Ch) Tujhko is mehfil mein ruswa na kar doon
M) Haan parda nashin ko beparda na kar doon
To.... To.... To....To.... To
Akbar mera naam nahi hai
Ch- Parda hai parda, parda hai parda
M) Parde ke peechhe parda nashin hai
Parda nashin ko beparda na kar doon to
Akbar mera naam nahi hai
Ch) Parda hai parda, parda hai parda
SM I'd - 13274970216 {Kundan}-----
M) Khuda ka shukra hai, chehra nazar to aaya hai
Haya ka rang nigahon pe, phir bhi chhaya hai
Kisi ki jaan jaati hai, kisi ko sharm, aa sharm aati hai
Kisi ki jaan
Ch) jaati hai,
M) kisi ko sharm
Ch) Aati hai
M) Koi aansu
Ch) bahata hai,
M) to koi
Ch) muskurata hai
M) Sataa kar is tarah aksar, maza lete hain yeh dilbar
Haan yehi dastoor hai inka, sitam mash-hoor hai inka
Ch) Sitam mash-hoor hai inka, sitam mash-hoor hai inka
M) Khafa hoke chehra chhupa le
Magar yaad rakh husn waale
Jo hai aag teri jawani, mera pyar hai sard pani
Main tere gusse ko thanda na kar doon haan
Ch) Main tere gusse ko thanda na kar doon
M) Haan parda nashin ko beparda na kar doon
To... To... To... To... To
Akbar mera naam nahi hai
Ch) Parda hai parda, parda hai parda
M) Parde ke peechhe parda nashin hai
Ch) Parda nashin ko beparda na kar doon
M) To Akbar mera naam nahi hai
Ch) Parda hai parda, parda hai parda
M) Aaaaaaaaaaaaaaaaaaa........
Aaaaaaaaaaaaaaaaaaa........
Aaaaaaaaaa........