Dushman na kare
Dost ne wo
Kaam kiya hai
Dushman na kare dost ne wo
Kaam kiya hai
Umar bhar ka gham hamein
Inaam diya hai
Dushman na kare dost ne wo
Kaam kiya hai
Umar bhar ka gham hamein
Inaam diya hai
Tufaan mein humko chhod ke
Saahil pe aa gaye
Tufaan mein humko chhod ke
Saahil pe aa gaye
Saahil pe aa gaye
Naa khuda kaa
Naa khuda kaa hum ne jinhe
Naam diyaa hai
Umr bhar kaa gam hame
Inaam diya hai
Dushman na kare ooooo
Dushman na kare
Pehale to hosh chheen liye
Zulm o sitam se
Pehale to hosh chheen liye
Zulm o sitam se
Zulm o sitam se
Diwaangi ka
Diwaangi ka phir hamein
Ilzaam diyaa hai
Umar bhar kaa gham hamein
Inaam diyaa hai
Dushman na kare oooo
Ooo ho ho oooooo
Apne hi giraate hai
Nasheman pe bijaliyaan
Apne hi giraate hai
Nasheman pe bijaliyaan
Nasheman pe bijaliyaan
Gairo ne aa ke
Gairo ne aa ke phir bhi usey
Thaam liya hai
Umar bhar ka gham hamein
Inaam diya hai
Dushman na kare oooo
Ban ke raqib baithey
Hai wo jo habib they
Ban ke raqib baithey
Hai wo jo habib they
Wo jo habib they
Yaaro ne khoob
Yaaro ne khoob farz ko
Anjaam diya hai
Umar bhar ka gham hame
Inaam diya hai
Dushman na kare dost ne wo
Kaam kiya hai
Umar bhar ka gham hamein
Inaam diya hai