menu-iconlogo
logo

Kajra Lagake Gajra Sajake

logo
Paroles
K a lagake,

g a sajake

K a lagake, g a sajake

bijuri gira ke jaiyo naa

Nain milake chain chura ke

nindiya uda ke jaiyo naa

haaaan

K a lagake, g a sajake

bijuri gira ke jaiyo naa

Nain milake chain chura ke

nindiya uda ke jaiyo naa

haaaaan

K a..

Ooo..

G a..

Ooo..

Mukhada naa dekho darpan me

jhaanko zara mere mann me

Mukhada naa dekho

Na dekho,

Mukhada naa dekho darpan me

jhanko jara mere mann me

Aise jiya pe... chhayi ho

jaise ghataye sawan me

Rat aur din tumhare bin

mann me aur kaun hai

Abb jid chhodo

naa aage aage daudo

dil naa mera todo

Ghunghata gira ke..

Ghunghata gira ke mukhada chhipa ke

bijuri gira ke jaiyo naa

Nain milake chain chura ke

nindiya uda ke jaiyo naa

K a lagake, g a sajake

bijuri gira ke jaiyo naa

Nain milake chain chura ke

nindiya uda ke jaiyo naa

haaaaan

K a..

Ooo..

G a..

Ooo..

Chhodo meri kalayi ko

sun lo meri duhayi ko

Chhodo meri.... ho

ho o julmi

Chhodo meri kalayi ko

sun lo meri duhayi ko

Kyo chhedate ho

raste me ladki kisi parayi ko

Mera nam ho badanam ye jo koyi dekh le

Chalo hato jao

jiya naa dhadakao

dekho baj aao

Apna bana ke

Apna bana ke sapna dikha ke

bijuri gira ke jaiyo naa

Nain milake chain chura ke

nindiya uda ke jaiyo naa

K a lagake, g a sajake

bijuri gira ke jaiyo naa

Nain milake chain chura ke

nindiya uda ke jaiyo naa

K a lagake, g a sajake

bijuri gira ke jaiyo naa

Nain milake chain chura ke

nindiya uda ke jaiyo naa

Kajra Lagake Gajra Sajake par Lata Mangeshkar/Kishore Kumar - Paroles et Couvertures