menu-iconlogo
logo

Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya

logo
Paroles
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Tum aa gaye ho noor aa gya hai

Nahi to charago se lau ja rahi thi

Jeene ki tumse wajeh mil gayi hai

Badi bewajeh zindagi ja rahiii thi

Tum aa gaye ho nur aa gaya hai

Kaha se chale kaha ke liye

Ye khabar nahi thi magar

Koi bhi seera jahan aa mila

Wahi tum miloge

Ho kahan se chale kahan ke liy

Ye khabar nahi thi magar

Ko bhi seera jahan aa mila

Wahi tum miloge

Ke ham tak tumhari duwa aa rahi thi

Tum aa gaye ho nur aa gaya hai

Nahi to charago se lau ja rahi thi

Tum aa gaye ho nur aa gaya hai

Din duba nahi rat dubi nahi

Jane kaisa hai safar

Khwabo ke diye aankho mein liye

Wahi aa rahe the

Ho din duba nahi raat dubi nahi

Jane kaisa hai safar

Khwabo ke diye aankhon mein liye

Wahi aa rahe the

Jaha se tumhari sada aa rahi thi

Tum aa gaye ho nur aa gaya hai

Nahi to charago se lau ja rahiii thi

Jine ki tumse vajah mil gayi ha

Badi bevajah jindagi ja rahi thi

Tum aagye ho

Noor aagya ha

Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya par Lata Mangeshkar/Kishore Kumar - Paroles et Couvertures