F Hoooo na na
Jaane do jaane do mujhe jaana hai
Are wada jo kiya hai wo nibhana hai
Aaj kisi se mulakat hai meri
M Kaun hai wo
Bolo kaun hai wo
Bolo bolo kaun hai wo
F Meri jaan hai wo...
Jaane do jaane do mujhe jaana hai
Are wada jo kiya hai wo nibhana hai
Aaj kisi se mulakat hai meri
M Kaun hai wo
Bolo kaun hai wo
Bolo bolo kaun hai wo
F Meri jaan hai wo...
Jaane do jaane do mujhe jaana hai
Are wada jo kiya hai wo nibhana hai, hmm
F Baagh mein wo mera intezar karega
Khat uska aya hai..
Mujhe usne bulaya hai..
M Mere siva kisi ka tu naam nahi lena
Aisi bewafai se tu kaam nahi lena
Tu us se chahe mujhe hairangi hain
F Main tujhe chahu teri deewangi hain
Jaane do jaane do mujhe jaana hai
Are wada jo kiya hai wo nibhana hai
Aaj kisi se mulakat hai meri
M Kaun hai wo
Bolo kaun hai wo
Bolo bolo kaun hai wo
F Meri jaan hai wo...
Jaane do jaane do mujhe jaana hai
Are wada jo kiya hai wo nibhana hai, hmm
F Jab hum milte hai phool khilte hain
Taron ki chhaon mein sapano ke gaon mein
M Aisa kya hai usme,jo mujhme nahi hai
Kya wo naujawan mujhse bhi hasi hai
F Tu kaha woh kaha hairangi hai
M Teri mohabbat, deewangi hai..
F Jaane do jaane do mujhe jaana hai
Are wada jo kiya hai wo nibhana hai
Aaj kisi se mulakat hai meri
M Kaun hai wo
Bolo kaun hai wo
Bolo bolo kaun hai wo
F Meri jaan hai wo...
Jaane do jaane do mujhe jaana hai
Are wada jo kiya hai wo nibhana hai, hmm
M Achha chal main tere sath chalta hoon
Dekhu to, yaar ko.. tere dildar ko..
F Seene me ye ghum ka pahad phat jayega
Dekhega use to, tu jal kat jayega
M Gussa nahi ye.. deewanagi hai.
F Tu sath aaye.. hairangi hai..
M Are aane de aane de mujhe aana hai
F Na na jane do jane do mujhe jana hai
M Are aane de aane de mujhe aana hai
F Na na jane do jane do mujhe jana hai