Yeh aankhein dekh kar
hum Saari duniyaa bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar
hum Saari duniyaa bhool jaate hain
Inhein paa.aane.ee.ee ki
Inhein paane ki dhun mein
Har tamanna bhool jaate hain
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Musafir inn mein ghirkar Apna rasta,
bhool jaate
Bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar
hum Saari duniyaa bhool jaate hain
Yeh baahee.ii.iinnnn
jab… hamein… apniii
Panaahon mein bulaati hain….
Yeh baahee.ii.iinnnn
jab… hamein… apniii
Panaahon mein bulaati hain….
Hamein, Apni kasam
Hamein, Apni kasam,
hum har Sahaara bhool jaate hainnnn…..
Tumhare narm o naazuk Honth
jis dam muskuraate hain
Tumhare narm o naazuk Honth
jis dam muskuraate hain
Baharein jhenpti hain
Phool khilna bhool jaate hainnnn
Yeh aankhein dekh kar
hum Saari duniyaa bhool jaate hain
Bahut kuchh tumse kehne ki
Tamanna dil mein rakhte hain
Bahut kuchh tumse kehne ki
Tamanna.aaaa….
dil mein, rakhte hainnnnn..
Magar jab saamne aate hain
Kehna bhool jaate hain
Mohabbat mein zubaan chup ho toh
Aankhein baat karti hain
Mohabbat mein zubaan chup ho toh
Aankhein baat karti hain
Woh keh deti hain, sab baatein,
Jo kehna, bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar
hum Saari duniyaa bhool jaate hain
Yeh aankhein... dekh kar
hum Saari duniyaa bhool jaate hain