Yeh aankhein dekh kar hum
Saari duniya bhool jaate hain
Yeh aankhein dekh kar hum
Sari duniya bhool jaate hain
Inhein paane.. ki
Inhein paane ki dhun mein
Har tamanna bhool jaate hain.
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Tum apni mehki mehki zulf ke
Pechon ko kam kar do
Musafir inmein ghir kar
Apna rasta, bhool jaate
Bhool jaate, hain
Yeh aankhein dekh kar hum
Saari duniya bhool jaate hain
Ye baanhen jab, hamen, apani
panaahon men bulaati hain
Ye baanhen.. jab, hamen, apani
panaahon men bulaati hain
Hamen apni kasam..
Hamen apani kasam ham, har
sahaara bhul jaate hain
Tumhaare narm o naajuk honth
jis dam muskuraate hain
Tumhaare narm o naajuk honth
jis dam muskuraate hain
Bahaaren jhenpati hain,phool
khilana bhul jaate hain
ye ankhen dekh kar hum saari
duniya bhool jate hain