Main manta hu main nashe me hoon
Par bin piye me kaise yeh kahoon
Ke kitna tumse pyaar hai
Main manta hu main nashe me hoon
Par bin piye me kaise yeh kahoon
Ke jana padega shyd mujhe tumse door
Jab pehli baari hum mil rahe the
Fool baghicho ke yeh kaise khil gaye the
Vo ankhein churana tera sharmana
Yaad hai
Tu zindagi bani thi zindagi me
Jo zindagi mili to zindagi ko di h
Tujhe hi to chaha tujhe hi to manga tha maine
Ab jaa raha hoon main jo tumse door
Tum ache ho main bura hu itna kyun?
Chaho kabhi thoda mujhe tum kabhi
Ab jaate jaate vada krte jana
Ke bhul jaoge na gaoge yeh gana
Na aansu bahana
Sada muskurana hai tumhe
Agar tu royegi to kaise jauga main tujhse door
Baaho me kaise basaunga main tujhko yoon
Ke akhri yeh pal tujhko chup krane me fisool honge
Zara suno yeh baat tum ke yaad ayenge
Tum or main se main or tum judah ho jayenge
To apko bata du jo apka nasha hu
Bahoon me tumhari bas ek akhri dafa hu
To jee bhar ke peele
Is raat ko jeele
Main rok pata to na hoti subah fir kabhi yeh
Jo hona vo hoga jo paya vo khoga
Jisko bhi hasaya kal dekhuga ke vo roya
Yaa nahi
Yaa nahi
Yaa nahi
Yaa nahi
Main kafi zada door jara hu
Tum kho jaoge itna dhoond bhina pao
To peeche na ana kisi bhi bahane se mere
To aaj batadu oh yaar me tumko
Ke aaj bhi krta hoon pyar me tumse
To aao gale tum milo
Aur jaane bhi do
Main manta hu main nashe me hoon
Par bin piye me kaise yeh kahoon
Ke kitna tumse
Ke kitna tumse pyaar hai