Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa..
Ae subha aa bhi jaa..
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa..
Ae subha aa bhi jaa
Raat ko, kar vida Dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa..
Ae subha aa bhi jaa..
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa..
Ae subha aa bhi jaa..
Raat ko, kar vida Dilruba aa bhi ja
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa..
Ae subha aa bhi jaa..
Mere, mere dil ke
pagalpan ki oh seema kya hai
Yun to, tu hai meri
chhaya tujh mein oh tera kya hai
Main hu gagan tu hai zameen
Adhuri si mere bina
Raat ko, kar vida dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa..
Ae subha aa bhi jaa..
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa..
Ae subha aa bhi jaa..
Dekhu chahe jisko
Kuch kuch tujhsa dikhta kyon hai
Janu, janu na main
Tera mera rishta kyon hai
Kaise kahu kitna bechain
hai dil mera tere bina..
Raat ko, kar vida dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa
Ae subha aa bhi jaa
Aa bhi jaa.. Aa bhi jaa
Ae subha aa bhi jaa