1 Kyu chalti hai pavan
Kyu jhoome hai gagan
Kyu machalta hai man..
Na tum jaano na hum..
Na tum jaano na hum..
2 Kyu aati hai bahaar
Kyu lut ta hai karaar
Kyu hota hai pyaar
Na tum jaano na hum..
Na tum jaano na hum..
1 Ye madhoshiya, ye tanhaiyaa
Tasavvur mei hai kiski parchhaiyaa
Yeh bheega samaa, umangei jawaa
Mujhe ishq le jaa raha hai kaha
Kyu ghum hai har disha..
Kyu hota hai nasha..
Kyu aata hai maza..
Na tum jaano na hum..
Na tum jaano na hum..
2 Dharakta bhi hai, tarapta bhi hai
Yeh dil kyu achaanak behakta bhi hai
Mehakta bhi hai, chehakta bhi hai
Ye dil kya wafa ko, samjhata bhi hai
Kyu milti hai nazar..
Kyu hota hai asar..
Kyu hoti hai sehar..
Na tum jaano na hum..
Na tum jaano na hum..
1 Kyu chalti hai pavan
Kyu jhoome hai gagan
Kyu machalta hai man..
all Na tum jaano na hum..
2 Kyu aati hai bahaar
Kyu lut ta hai karaar
Kyu hota hai pyaar
all Na tum jaano na hum..
Na tum jaano na hum..