menu-iconlogo
logo

Milo Na Tum To Ham Ghabraye

logo
Paroles
Milo Na Tum To Hum Ghabrayein

Milo To Aankh Churayein

Humein kya Ho Gaya Hai

Humein kya Ho Gaya Hai

Milo Na Tum To Hum Ghabrayein

Milo To Aankh Churayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

Tumhi Ko Dil Ka Raaz Bataayein

Tumhi Se Raaz Chhupaayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

O Bhole Saathiyaa......

Dekhi Jo Shokhi Tere Pyaar Ki

Oye Hoye

O Bhole Saathiya...

O Bhole Saathiya

Dekhi Jo Shokhi Tere Pyar Ki

Aanchal Mein Bhar li Hamne

Saari Baharein Sansar Ki

Nayi Adaa Se Hum Itraayein

Paayi Khushi Lutaayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

Milo Na Tum To Hum Ghabrayein

Milo To Aankh Churayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

Roothe Kabhi Kabhi Maan Gaye

Ghaatein Tumhari Hum Jaan Gaye

Han.. Aisi Adaayein Qurbaan Gaye

Roothe Kabhi, Kabhi Maan Gaye

Tumhein Manaayein, Dil Behlaayein

Kya Kya Naaz Uthaayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

Milo Na Tum To Hum Ghabrayein

Milo To Aankh Churayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

O Sohne Jogiyaa......

Rang Le Hamein Bhi Isi Rang Mein

Oye Hoye

O Sohne Jogiyaa.....

O Sohne Jogiyaa

Rang Le Hamein Bhi Isi Rang Mein

Phir Se Suna De Bansi

Kaliyan Khila De Gore Ang Mein

Wohi Jo Taane Aag Lagaay

Unhin Se Aag Bujhaayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

Milo Na Tum To Hum Ghabrayein

Milo To Aankh Churayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

Tumhi Ko Dil Ka Raaz Bataayein

Tumhi Se Raaz Chhupaayein

Humein Kya Ho Gaya Hai

Humein Kya Ho Gaya Hai

Milo Na Tum To Ham Ghabraye par Madan Mohan/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures