Husn jab-jab ishq se takaraa gaya
Saaree duniyaa par nasha sa chha gaya
Husn jab-jab ishq se takaraa gaya
Saaree duniyaa par nasha sa chha gaya
Jab kabhi paigaam-a/e-ulfat aa gaya
Saaree duniyaa par nasha sa chha gaya
Husn jab-jab ishq se takaraa gaya
"Pyaar" kehthe hain jise, hai kaun se jaadoo ka naam?
"Pyaar" kehthe hain jise, hai kaun se jaadoo ka naam?
Aankh karti hai ishaara, dil ka ho jaataa hai kaam
Muskura kar chot jab dil kha gaya
Saaree duniyaa par nasha sa chha gaya
Husn jab-jab ishq se takaraa gaya
Is mohabbat ko tadap samajhen ya betaabi kahen?
Is mohabbat ko tadap samajhen ya betaabi kahen?
Beqaraari din kee ya raaton kee bekhwaabi kahen?
Raaj ye jis din samajh aa gaya
Saaree duniyaa par nasha sa chha gaya
Husn jab-jab ishq se takaraa gaya
Saaree duniyaa par nasha sa chha gaya
Husn jab-jab ishq se takaraa gaya