Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain
Ye chiraag bhujh naa jaaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain
Ye chiraag bhujh naa jaaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Hai ajeeb daastaan kuchh
Ye humari daastaan bhi
Hai ajeeb daastaan kuchh
Ye humari daastaan bhi
Kabhi tu samjh naa paaye
Kabhi hum suna naa paaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain
Ye chiraag bhujh naa jaaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Naa fazaa hai apne bas mein
Naa nazar mein hai kinaara
Naa fazaa hai apne bas mein
Naa nazar mein hai kinaara
Kahin mere dil ki kashti
Naa bhanwar mein doob jaaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain
Ye chiraag bhujh naa jaaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Koi hal tu hi bataa de
Mere dil ki kashmakash kaa
Koi hal tu hi bataa de
Mere dil ki kashmakash kaa
Tujhe bhoolna bhi chaaha
Teri yaad bhi sataaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain
Ye chiraag bhujh naa jaaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye
Tere pyaar ki tamanna
Ghum e zindagi ke saaye