menu-iconlogo
logo

Jiske Sapne Hame Roj Aate Rahe

logo
Paroles
Jiske sapne ...

Hame eee ee roz aate rahe

Dil..... lubhate rahe

Ye bata do bata do

Ye bata do kahin tum

Wohi to nahi, wohi to nahi

Ho jiske sapne hame roz aate rahe,

Dil lubhate rahe

Ye bata do kahi tum

Wohi to nahi, wohi to nahi

Jab bhi jharno se maine suni ragini

Jab bhi jharno se maine suni ragini

Mai ye samjha tumhari hi payal baji

Ho jiski payal pe

Ho jiski payal pe hum dil lutate rahe,

Jan lutate rahe

Ye bata do kahi tum wohito nahi,

Wohi to nahi

Jiske roz roz hum geet gate rahe,

Gungunate rahe

Ye bata do kahi tum

Wohi to nahi, wohi to nahi

Aaa aaaaaaaaaaaaaaaa

Hooo ooooooooooo

Jab bhi thandi hawa gungunate chali

Jab bhi thandi hawa gungunate chali

Me ye samjhi tumhari hi murali baji

Jiski murli pe..........

Jiski murli pe hum lehrate rahe,

Balkhate rahe

Ye bata do kahi tum wohi to nahi,

Wohi to nahi

Ho jiske sapne hame roz aate rahe,

Dil lubhate rahe

Ye bata do kahi tum wohi to nahi,

Wohi to nahi

Ye mahakte bahakte huye raste

Khul gaye aap hi pyar ke waste

De rahi hai pata mad bhari wadiya

Jaise pahle bhi hum tum mile ho yaha

Ho kitne janmo sey.............

Ho kitne janmo se jisko bulate rahe,

Aazmate rahe

Ye bata do kahi tum wohi to nahi,

Wohi to nahi

Ho jiske sapne hame roz aate rahe,

Dil lubhate rahe

Ye bata do kahi tum

Wohi to nahi,

Tum wohi to nahi

Ho tum wohi to nahi,

Haan tum wohi to nahi

Wohi to nahi,

Wohi to nahi

Jiske Sapne Hame Roj Aate Rahe par Mahendra Kapoor/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures