menu-iconlogo
logo

Dil Ki Yeh Arzoo Thi

logo
Paroles
Dil ki ye aarzoo thi koi dilruba mile

Dil ki ye aarzoo thi koi dilruba mile

Lo ban gaya naseeb ki tum hamse aa mile

Dil ki ye aarzoo thi koi dilruba mile

Dekhe hamen naseeb se ab apne kya mile

Dekhe hamen naseeb se ab apne kya mile

Abtak to jo bhi dost mile bewafa mile

Abtak to jo bhi dost mile bewafa mile

Aankhonko ik ishareki zehmat to dijiye

Kadmon me dil bichhadu izazat to dijiye

Ghamko gale lagalu jo gham aapka mile

Ghamko gale lagalu jo gham aapka mile

Dilki ye aarzoo thi koi dilruba mile

Dilki ye aarzoo thi koi dilruba mile

Humne udasiyo me gujari hai zindagi

Humne udasiyo me gujari hai zindagi

Lagta hai dar fareb e wafa se kabhikabhi

Lagta hai dar fareb e wafa se kabhikabhi

Aisa naho ki jakhm koi phir naya mile

Aisa naho ki jakhm koi phir naya mile

Ab tak to jo bhi dost mile bewafa mile

Ka ltum juda huyethe jahan saath chhodkar

Hum aaj tak khade hai usi dilke modpar

Humko is intezaar ka kuch to sila mile

Humko is intezaar ka kuch to sila mile

Dil ki ye arzoo thi koi dilruba mile

Dil ki ye arzoo thi koi dilruba mile

Dekhen hamen naseeb se ab apne kya mile

Ab tak to jo bhi dost mile bewafa mile

Ab tak to jo bhi dost mile bewafa mile

Dil Ki Yeh Arzoo Thi par Mahendra Kapoor/Salma Agha - Paroles et Couvertures