abhi alvida mat kaho doston
na jaane kahaan phir mulaaqaat ho,
na jaane kahaan phir mulaaqaat ho,
kyon ki………………….
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
khwaabon hee mein ho chaahe
mulaaqaat to hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
khwaabon hee mein ho chaahe
mulaaqaat to hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
ye pyaar me doobi hui
rangeen fazaaen
ye pyaar me doobi hui
rangeen fazaaen
ye chehere, ye nazare,
ye javaan rut, ye havaaen
ham jaayen kahin,
in ki mehek saath to hogi
ham jaayen kahin,
in ki mehek saath to hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
khwaabon hee mein ho chaahe
mulaaqaat to hogi
phoolon ki tarah dil me
basaae hue rakhana
phoolon ki tarah dil me
basaae hue rakhana
yaadon ke chiraaghon ko
jalaae hue rakhana
lamba hai safar
is me kahin raat to hogi
lamba hai safar
is me kahin raat to hogi
khwaabon hee mein ho chaahe
mulaaqaat to hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
ye saath guzaare hue
lamhaat ki daulat
ye saath guzaare hue
lamhaat ki daulat
jazbaat ki daulat,
ye khyaalaat ki daulat
kuchh paas na ho,
paas ye saughaat to hogi
kuchh paas na ho,
paas ye saughaat to hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
khwaabon hee mein ho chaahe
mulaaqaat to hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi
beete hue lamhon ki
kasak saath toh hogi