Kahin door jab din dhal jaaye
Saanjh ki dulhan badan
Churaaye chupke se aaye
Kahin door jab din dhal jaaye
Saanjh ki dulhan badan
Churaaye chupke se aaye
Mere khayalon k aangan mein
Koi sapnon k deep jalaye deep jalaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan
Churaaye chupke se aaye
Kabhi yunhi jab huyin bojhal saansein
Bhar aayin baithe baithe
Jab yunhi aankhen
Kabhi yunhi jab huyi bojhal saansein
Bhar aayi baithe baithe
Jab yunhin aankhen
Tabhi machal ke pyaar se chal ke
Chhuye koyi mujhe par nazar
Na aaye nazar na aaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan
Churaaye chupke se aaye
Kahin to ye dil kabhi mil nahin paate
Kahin se nikal aayein janmon ke naate
Kahin to ye dil kabhi mil nahin paate
Kahin se nikal aayein janmon ke naate
Ghani thi uljhan bairi apnaa mann
Apnaa hi hoke sahe dard
Paraaye dard paraaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan
Churaaye chupake se aaye
Dil jaane mere saare bhed ye gehre
Kho gaye kaise mere sapane sunahre
Dil jaane mere saare bhed ye gehre
Kho gaye kaise mere sapane sunahre
Ye mere sapne yahi to hain apne
Mujhse juda na honge inke
Ye saaye inke ye saaye
Kahin door jab din dhal jaaye
Saanjh ki dulhan badan
Churaaye chupke se aaye
Mere khayalon k aangan mein
Koi sapnon k deep jalaye deep jalaye
Kahin door jab din dhal jaye
Saanjh ki dulhan badan
Churaaye chupke se aaye