karaar khoyaa
mohabbat me.. is zamaane ne
ye baat sach hi kahi hai
kisi divaa..ne ne
ke jaan chali jaaye
jiyaa nahi jaaye
jiyaa jaaye to phir
jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye jiyaa nahi jaaye
jiyaa jaaye to phir
jiyaa nahi jaaye
ye ilzaam sar pe liyaa nahi jaaye
liyaa jaaye to phir
jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye.. ho..
zamaane me nahi.. divaana hum sa..
zamaane me nahi.. divaana hum sa..
divaana nahi ye.. zamaana hum sa..
ye kyaa jaane ye kyaa samajhe ye
baate.. pyaar ki
ye kyaa jaane ye kyaa samajhe ye
baate pyaar ki
oo...
ke pyaar har kisi se kiya
nahi jaaye
kiya jaaye to phir
jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye.. ho..
na aaye kabhi ni..nd
na aaya hai karaar
na aaye kabhi nind
na aaya hai karaar
hamaari tauba hum..
nahi karenge pyaar
bas laao dil hamara hamko de do o sanam
bas laao dil hamara hamko de do o sanam
hoo..
ye dil le ke vaapas
diyaa nahi jaaye
diyaa jaaye to phir
jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye.. ho..
churaa ke nazzre
na dekho tum ye phul
churaa ke nazzre
na dekho.. tum ye phul
suno ye.. berukhi
hume nahi.. kubul
yaa hum jaaye ya keh do ye bahaa..r
chali jaaye
yaa hum jaaye ya keh do ye bahaa..r
chali jaaye
oo..
bahaar chali jaaye
piyaa nahi jaaye
piyaa jaaye to phir
jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye
jiyaa nahi jaaye
jiyaa jaaye to phir
jiyaa nahi jaaye
ke jaan chali jaaye o o o...