Thode bhige bhige se thode nam hai hum
Kal se soye woye bhi toh kam hai hum
Dil ne kaisi harkat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai
Aakhari baar mohabbat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai
Aakhari baar mohabbat ki hai
Aankhein doobi doobi si surmai maddham
Jhilein paani paani hai bas tum aur hum
Hmmm baat badi hairat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai
Aakhari baar mohabbat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai
Aakhari baar mohabbat ki hai
Khwaab ke boj se kap kapaati huyi
Halaki palake teri yaad aata hai sab
Tujhe gud gudaana, sataana, yuhi sote huye;
Gaal pe tipana, michana, bewajah besabab
Yaad hai pipal ke jiske ghane saaye the
Hamane gilhari ke jhhute matar khaaye the
Yeh barqat unn hazrat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai
Aakhari baar mohabbat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai
Aakhari baar mohabbat ki hai
Pehali baar mohabbat ki hai o ho o o ho o o