menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Ey Hasnain Ke Nana

Milad Raza Qadrihuatong
itiswhatitis8huatong
Paroles
Enregistrements
Ya Nabi nazre karam farmana

Ya Nabi nazre karam farmana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Aye Hasnain ke nana

Zahra paak kay sadqay, hum ko Taiba mein bulwana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana...

Aap ke dar ka houn mein bhikari, Aap hain mere data,

Saray rishtay natoon say hai pyara apna nata,

Aap ke dar ka houn mein bhikari, Aap hain mere data,

Saray rishtay natoon say hai pyara apna nata,

Aap to hain...

Ap to hain aata hai jinko sabh ki laaj nibhana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana...

Bay saya hain lekin do jag per hai app ka saya,

Arsh e Muala bana muhala deed ko Rab ne bulaya,

Bay saya hain lekin do jag per hai app ka saya,

Arsh e Muala bana muhala deed ko Rab ne bulaya,

Hashr e Talaq na...

Hashr e talaq na ho ga aisa aana jana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana,

Ey Hasnain ke Nana...

Davantage de Milad Raza Qadri

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer