menu-iconlogo
logo

Kabhi Sham dhale

logo
Paroles
Ho Ho Ho…

Kabhi Shaam Dhale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Oh Lage Gham Gale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Mera Ghar Jalane Wale Sunn Meri

Oh Tera Ghar Jale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Magar Aana Iss Tarah Se

Ke Phir Laut Ke Na Jaana

Oh Kabhi Shaam Dhale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Oh Lage Gham Gale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Oh Mera Ghar Jalane Wale Sunn Meri

Oh Tera Ghar Jale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Magar Aana Iss Tarah Se

Ke Phir Laut Ke Na Jaana

Ho Ho Ho…

Jab Tere Apne Bhi

Tujhe Chhod Ke Jaayenge

Aur Pani Mein Mila Ke

Zehar Pilayenge

Oh Jab Tere Apne Bhi

Tujhe Chhod Ke Jaayenge

Aur Pani Mein Mila Ke

Tujhe Zehar Pilayenge

Wahi Hath Kaatenge Tere

Jo Hath Milayenge

Jinhein Jaan Jaan Kehte Ho

Wahi Jaan Le Jaayenge

Kaun Apna Hai Tera Kaun Paraya

Oh Yeh Na Pata Chale Toh

Mere Dil Me Aa Jaana

Magar Aana Iss Tarah Se

Ke Phir Laut Ke Na Jaana

Kabhi Shaam Dhale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Oh Lage Gham Gale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Oh Mera Ghar Jalane Wale Sunn Meri

Oh Tera Ghar Jale Toh

Mere Dil Mein Aa Jaana

Magar Aana Iss Tarah Se

Ke Phir Laut Ke Na Jaana

Aa Aa Aa…