Din sara gujara tore angana
Abb jane de mujhe more sajana
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Ho mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Aasan hai jana mehfil se
Ho kaise jaoge nikal kar dil se
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Hoye mere yar shabba khair
Mere yaar shabba khair
O dilbar dil toh kahe
Teri raho ko rok lu mai
O dilbar dil toh kahe
Teri raho ko rok lu mai
Aayi birha ki raat abb
Batlade kya karu mai
Aayi birha ki raat abb
Batlade kya karu mai
Yaad aayengi yeh baate tumhari
Tadpegi mohabbat hamari
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Hoye mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Din sara gujara tore angana
Abb jane de mujhe more sajana
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Ho mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Mai dharati tu aasman
Meri hasti pe chha gaya tu
Mai dharati tu aasman
Meri hasti pe chha gaya tu
Sine ke surkh baag me
Dil ban ke aa gaya tu
Sine ke surkh baag me
Dil ban ke aa gaya tu
Abb rangde nigaho me masti
Ho basa le mere khwabo ki basti
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Ho mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Aasan hai jana mehfil se
Ho kaise jaoge nikal kar dil se
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Hoye mere yar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Ye chanchal ye haseen raat
Haye kaash aaj na aati
Ye chanchal ye haseen raat
Haye kaash aaj na aati
Har din ke baad raat hai
Ek din toh tehar jaati
Har din ke baad raat hai
Ek din toh tehar jaati
Koi humse bichadke na jaata
Jeene ka mazaa aa jaata
Hoye mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Ho mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Din sara gujara tore angana
Abb jane de mujhe more sajana
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Ho mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Ho mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair