menu-iconlogo
logo

Jeene Ka Zamana Hai

logo
Paroles
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Phir aaye din apne

Ho phir aaye din apne

Wohi chham chham

Chham wohi tarana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Phir aaye din apne

Ho phir aaye din apne

Wohi chham chham

Chham wohi tarana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Rang laayi tamanna meri

Meri bagiya hai phir se hari

Rang laayi tamanna meri

Meri bagiya hai phir se hari

Phir saj banke aayi hoon aaj

Main baharon ki neelam pari

Phir se hawa ko jawaani mili

Leharon ko phir se rawaani mili

Kyun na dil mein uthe tufaan

Kyun na dil mein uthe tufaan

Ke wohi dil bar hai wohi deewana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Phir aaye din apne

Ho phir aaye din apne

Wohi chham chham

Chham wohi tarana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Zara aaja tere paaon mein

Ghungharu banke bandh jaaun main

Zara aaja tere paaon mein

Ghungharu banke bandh jaaun main

Ban kar tere ghunghroo ke bol

Tere ang ang mein lehraaun main

Balkhaake ke jab gore tu sang chale

Har har kadam pe naya ghul khile

Kaho naache saari duniya

Kaho naache saari duniya

Ke yahin mausam hain

Yahin zamana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Phir aaye din apne

Ho phir aaye din apne

Wohi chham chham

Chham wohi tarana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain

Phir aaye din apne

Ho phir aaye din apne

Wohi chham chham

Chham wohi tarana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain

Aaj to khushi se mar jaana hain