Dil insaan ka ek taraazu
Dil insaan ka ek taraazu
Jo insaaf ko tole
Apni jagah par pyar hai qaayam
Dharti ambar dole
Sab se bada such
Ek jagat mein
Bhed anek jo khole
Prem bina, jeewan soona ye
Paagal premi bole
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjaayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjaayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Zaalim kitni der laga di
Zaalim kitni der laga di
Tumne aate aate
Ab aaye jo ab na aate to
Hum jaan se jaate
Dil diwaana diwane ko hum kaise samjhate
Dete raam duhayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Fursat bhi hai mausam bhi hai
Fursat bhi hai mausam bhi hai
Mann hai rang raliyon mein
Chhup gayi hai tu khushbu ban ke
Shayad in kaliyon mein
Maine tujhko kitna dhunda
Aawara galiyo mein
Ye awaaaz lagaayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Mast hawa ne baat koi
Mast hawa ne baat koi
Aisi keh di kaanon mein
Jaise koi madira bhar de
Khaali paimanon mein
Tadpa daala aaj machalte
Dil ke armaanon ne
Rut ne li angadayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjaayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi