menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Ja Re Ja Re Ud Ja Re Panchhi

Mohammed Rafi/Lata Mangeshkarhuatong
startac97huatong
Paroles
Enregistrements
Ja re, ja re ud ja re panchhi

Baharo ke desh ja re

Yaha kya hain mere pyare

Kye ujad gayi bagiya mere man ki

Ja re, ja re ud ja re panchhi

Baharo ke desh ja re

Yaha kya hain mere pyare

Kye ujad gayi bagiya mere man ki

Ja re

Na daali rahi na kali

Ajab gam ki aandhi chali

Udi dukh ki dhul raaho me

Na daali rahi na kali

Ajab gham ki aandhi chali

Udi dukh ki dhul raaho me

Ja re, ye gali hain birhan ki

Baharo ke desh ja re

Yaha kya hain mere pyare

Kye ujad gayi bagiya mere man ki

Ja re

Main veena utha na saki

Tere sang gaa na saki

Dhale mere geet aaho me

Main veena utha na saki

Tere sang gaa na saki

Dhale mere geet aaho me

Ja re, ye gali hain asuvan ki

Baharo ke desh ja re

Yaha kya hain mere pyare

Kye ujad gayi bagiya mere man ki

Ja re,

Davantage de Mohammed Rafi/Lata Mangeshkar

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer

Ja Re Ja Re Ud Ja Re Panchhi par Mohammed Rafi/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures