dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
pehle to main shaayar tha
pehle to main shaayar tha
aashiq banaaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
aapki madhosh nazrein
kar rahin hain shaayri
aapki madhosh nazrein
kar rahin hain shaayri
ye ghazal meri nahin
ye ghazal hai aapki
maine to bas wo likha
jo kuchh likhaaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
kab kahan sab kho gayin
jitni bhi thi parchhaiyaan
uth gayi yaaron ki mehfil
ho gayi tanhaiyaan
kab kahan sab kho gayin
jitni bhi thi parchhaiyaan
uth gayi yaaron ki mehfil
ho gayi tanhaiyaan
kya kiya shayad koi
parda giraaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
aur thodi der mein bas
hum judaa ho jayenge
aur thodi der mein bas
hum judaa ho jayenge
aapko dhoondunga kaise
raaste kho jaayenge
naam tak bhi to nahin
apna bataaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne
pehle to main shaayar tha
aashiq banaaya aapne
dard e dil dard e jigar
dil mein jagaaya aapne