menu-iconlogo
logo

Rang Aur Noor Ki Baraat

logo
Paroles
Rang Aur Noor Ki

Baraat Kise Pesh Karun

Yeh Muraadon Ki

Haseen Raat Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Rang Aur Noor Ki

Baraat Kise Pesh Karun

Yeh Muraadon Ki

Haseen Raat Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Maine Jazbaat Nibhaye Hain

Usulon Ki Jagah

Maine Jazbaat Nibhaye Hain

Usulon Ki Jagah

Apne Armaan Piro Laya Hoon

Phoolon Ki Jagah

Tere Shehre Ki

Tere Shehre Ki Yeh Saugaat

Kise Pesh Karun

Yeh Muraadon Ki Haseen Raat

Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Yeh Mere Sher Mere

Aakhri Nazraane Hain

Yeh Mere Sher Mere

Aakhri Nazraane Hain

Main Un Apno Mein Hoon

Jo Aaj Se Begaane Hain

Betaaluq Si Mulaaqaat

Kise pesh karun

Yeh Muraadon Ki Haseen Raat

Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Surkh Jode Ki Tabotaab

Mubaarak Ho Tujhe

Surkh Jode Ki Tabotaab

Mubaarak Ho Tujhe

Teri Aankhon Ka Naya Khwaab

Mubaarak Ho Tujhe

Yeh Meri Khwaahish

Yeh khayalat Kise pesh karun

Yeh Muraadon Ki Haseen Raat

Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Kaun Kehta Hai Ke Chaahat Pe

Sabhi Ka Haq Hai

Kaun Kehta Hai Ke Chaahat Pe

Sabhi Ka Haq Hai

Tu Jise Chahe Tera Pyaar

Usi Ka Haq Hai

Mujhse kehde

Mujhse Kehde Main Tera Haath

Kise Pesh Karun

Yeh Muraadon Ki Haseen Raat

Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Rang Aur Noor Ki

Baraat Kise Pesh Karun

Yeh Muraadon Ki

Haseen Raat Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Kise Pesh Karun

Rang Aur Noor Ki Baraat par Mohammed Rafi - Paroles et Couvertures