menu-iconlogo
logo

Teri Aankhon Ke Sivaa

logo
Paroles
Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

Ye uthe subah chale

Ye jhuke shaam dhale

Mera jeena

Mera marna inhi palkon ke tale

Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

Palkon ki galiyon mein

Chehre bahaaron ke haste hue

Hain mere khwaabon ke

Kya kya nagar in mein baste hue

Ho ho..

Palkon ki galiyon mein

Chehre bahaaron ke haste hue

Ye uthe subah chale

Ye jhuke shaam dhale

Mera jeena

Mera marna inhi palkon ke tale

Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

In mein mere aane waale

Zamaane ki tasveer hai

Chaahat ke kaajal se

Likhi hui meri taqdeer hai

Ho ho..

In mein mere aane waale

Zamaane ki tasveer hai

Ye uthe subah chale

Ye jhuke shaam dhale

Mera jeena

Mera marna inhi palkon ke tale

Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

Ye uthe subah chale

Ye jhuke shaam dhale

Mera jeena

Mera marna inhi palkon ke tale

Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

Teri aankhon ke siwa

Duniya mein rakha kya hai

Teri Aankhon Ke Sivaa par Mohammed Rafi - Paroles et Couvertures