Yeh reshmi zulfein
yeh sharbati aankhein
Inhein dekh kar jee rahein hain sabhi
Inhein dekh kar jee rahein hain sabhi
Yeh reshmi zulfein
yeh sharbati aankhein
Inhein dekh kar ji rahein hain sabhi
Inhein dekh kar ji rahein hain sabhi
Jo yeh aankhein sharam se jhuk jayengi
Jo yeh aankhein sharam se jhuk jayengi
Saari baatein yahin bas ruk jayengi
Chup rehna yeh afsana
koi inko na batlana
Ke inhein dekh kar pee rahe hain sabhi
Inhein dekh kar pee rahe hain sabhi
Yeh reshmi zulfein
yeh sharbati aankhein
Inhein dekh kar ji rahe hain sabhi
Inhein dekh kar ji rahe hain sabhi
Zulfein Maghroor Itni Ho Jaaengi
Zulfein Maghroor Itni Ho Jaaengi
Dil ko Tadpaengi Ji Ko Tarsaengi
Yeh Kar Dengi Diwaana
Koi Inko na Batlana
ke Inhein Dekh Kar
Ji Rahein Hain Sabhi
Inhein Dekh Kar
Ji Rahein Hain Sabhi
Saare inki shikayat karte hain
Saare inki shikayat karte hain
Phir bhi inse muhabbat karte hain
Yeh kya jaadu hai jaane
Phir chaak gire woh deewane
Inhein dekh kar jee rahein hain sabhi
Inhein dekh kar jee rahein hain sabhi
Yeh reshmi zulfein
yeh sharbati aankhein
Inhein dekh kar jee rahein hain sabhi
Inhein dekh kar jee rahein hain sabhi