Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar mein aye kavita
Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar mein aye kavita
Main kahi kavi na ban jaoon
Tujhe dil ke aaine mein
Maine baar baar dekha
Tujhe dil ke aaine mein
Maine baar baar dekha
Teri ankhadiyon mein dekha
To chhalakta pyaar dekha
Tera teer maine dekha
To jigar ke paar dekha
Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar mein aye kavita
Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar mein aye kavita
Main kahin kavi na ban jaoon
Tera rang hai salona
Tere ang mein lachak hai
Tera rang hai salona
Tere ang mein lachak hai
Teri baat mein hai jadu
Tere bol mein khanak hai
Teri har ada mohabbat
Tu zameen ki dhnak hai
Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar mein aye kavita
Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar mein aye kavita
Main kahin kavi na ban jaoon
Mera dil lubha raha hai
Tera roop saada saada
Mera dil lubha raha hai
Tera rup saada saada
Ye jhuki jhuki nigaahein
kare pyar dil mein zyaada
Main tujhi pe jaan dunga
Hai yahi mera iraada
Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar me aye kavita
Main kahin kavi na ban jaoon
Tere pyaar mein aye kavita
Main kahin kavi na ban jaoon
Thank u Apka Apna Harry Plz Rate it.