menu-iconlogo
logo

Jata Hoon Main Mujhe Ab Na Bulana

logo
Paroles
Singer Mohf.Rafi

Movie Daadi Maa (1966)

Jata hoon me mujhe ab na bulana

Meri yaad bhi apne dil me na lana

Mera hai kya meri manzil na koi thikana

Jata hoon me...

Lyrics M ooh Sultanpuri

Music Roshan

Pyasa thaa bachpan jawani bhi meri pyasi

Peechhe gamo ki gali aage udasi

Pyasa thaa bachpan jawani bhi meri pyasi

Peechhe gamo ki gali aage udasi

Ho..oo..hoo

Me tanhayi ka rahi,

Koi apna na begana

Mujhe ab na bulana

Meri yaad bhi apne dil me na lana

Mera hai kya meri manzil na koi thikana

Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke

Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke

Mujhko hansi bhi mili saye liye dukh ke

Khul ke na roya kisi kandhe pe jhuk ke

Ho..oo..hoo

Mera jiwan bhi kya hai

Adhura sa ik afasana

Mujhe ab na bulana

Meri yaad bhi apne dil me na lana

Mera hai kya meri manzil na koi thikana

Jata hoon me...

Interlude

Thaa pyar ka ik diya wo bhi bujha dala

Dhundh la sa bhi kahi kyu ho ujala

Thaa pyar ka ik diya wo bhi bujha dala

Dhundh la sa bhi kahi kyu ho ujala

Ho..oo..hoo

Ab un yaadon se keh do

Meri duniya me na aana

Mujhe ab na bulana

Meri yaad bhi apne dil me na lana

Mera hai kya meri manzil na koi thikana

THANKS