Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah
Khwaab bunta raha
Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah
Khwaab bunta raha
Jaane kiski humein
Lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna
Tikana raha
Koi chaht se na
Apni chalta raha
Khamakha bewajah
Khwaab bunta raha
Dard pehle se hai jyaaada
Khud se phir yeh kiya vaada
Khamosh nazrein
Rahein bezubaan
Ummm hmm umm hmm
Baaton meh pehli si baatein hai
Bolo to lab thartharatein hai
Raaz yeh dil ka
Na ho baiyan
Hoga na ab asar humpe nahin
Hum safar mein to hai
Humsafar hai nahi
Door jaata raha
Paas aata raha
Khamakha bewajah
Khwaab bunta raha
Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm
Aaya woh phir nazar aise
Baat chidne lagi phir se
Aankhon mein chubhta
Kal ka dhuan
Ummm hmm umm hmm
Haal tera na humsa hai
Is khushi mein kyon gumsa hai
Basne laga kyon phir woh jahan
Woh jahan dur jis'se gaye the nikal
Phir se aankhon mein
Karti hai dil se pehal
Lamha beeta hua
Dil dukhata raha
Khamakha bewajah
Khwaab bunta raha
Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah
Khwaab bunta raha
Jaane kiski humein
Lag gayi hai nazar
Is shehar mein na
Apna tikana raha
Koi chahat se ab
Apni chalta raha
Bhuj gai aag thi
Daag jalta raha