Moh moh ke dhaage
Moh moh ke dhaage
Hmm mm mmm hm
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se jaa uljhe
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se jaa uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah giraha yeh suljhe
Hai room room ek tara
Hai room room ek tara
Jo badalon mein se guzre
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se jaa uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah giraha yeh suljhe
Tu hoga zaraa paagal
Tune mujhko hai chuna
Tu hoga zaraa paagal
Tune mujhko hai chuna
Kaise tune ankaha
Tune ankaha sab suna
Tu hoga zaraa paagal
Tune mujhko hai chuna
Tu din sa hai
Mein raat aana donon
Mil jaayein shamon ki tarah aa aaa
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh naa laage
Kis tarah girha yeh suljhe
Yeh teri jhooti baatein
Main saari maan loon
Ke teri jhooti baatein
Main saari maan loon
Aankhon se tere sach sabhi
Sab kuch abhi jaan loon
Ke teri jhooti baatein
Main saari maan loon
Tez hai bhara
Behate se hum awara
Aa thaam ke saasein le yahaan
Yeh moh moh ke dhaage
Teri ungliyon se ja uljhe
Koi toh toh na laage
Kis tarah girha yeh suljhe