Dam bhar jo udhar munh phere
Dam bhar jo udhar munh phere o chanda
Mai unse pyar kar loongi,
bate hajar kar loongi
Dam bhar jo udhar munh phere, o chanda
Mai unse pyar kar loongi,
bate hajar kar loongi
Naino me thi pyaar ki roshani
Teri aankho me ye duniyadari na thi
Teri aankho me ye duniyadari na thi
Tu aur thaa teraa dil aur thaa
Tere man me ye mithi kataari na thi
Tere man me ye mithi kataari na thi
Mai jo dukh paaun to kya
aaj pachhataaun to kya
M:Mai jo dukh paaun to kya
aaj pachhataaun to kya
Maine dil tujhako diya
Maine dil tujhako diya
Haan ramaiya vastavaiya
Ramaiya vastavaiya
Dhudenge usse hum taaro mein
Saawan ki thandi bahaaro mein
Dhudenge usse hum taaro mein
Saawan ki thandi bahaaro mein
Par ham bhi kisi se kam toh nahi
Kyon rup ko apne chhupaaya
M:Mujhe roz roz tadapaaya
Mujhe roz roz tadapaaya
Jaane na nazar pehachaane jigar
Ye kaun jo dil par chhaaya
Mera ang ang muskaaya
Mera ang ang muskaaya
aise me kahi kya koi nahi
bhule se jo humko yaad kare
ik halaki si musakan se jo
sapno ka jaha aabad kare
ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye
utha dheere dheere
wo chaand pyara pyara
kyun aag si laga ke
gumsum hai chandani
sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara
Kaho ki apni preet ka
geet na badlega kabhi
Tum bhi kaho is raah ka
meet na badlega kabhi
Pyaar jo toota, saath jo chhoota
Chaand na chamkega kabhi
Aa ha ha, aa ha ha
Aa ha ha, aa ha ha
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Aakaash mein
ho rahe hain ye kaise ishaare
Kya, dekh kar,
aaj hain itne khush chaand taare
Aakaash mein,
ho rahen hain ye kaise ishaare
Kya, dekh kar,
aaj hain itne khush chaand taare
Kyon tum paraaye, dil mein samaaye
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai..
Koi hamein bataa de,
Dil ki nazar se, nazaron ki dil se
Ye baat kya hai, ye raaz kya hai
Koi hamein bataa de
Dil ki nazar se