menu-iconlogo
logo

Bol Meri Taqdeer Men Kya Hai

logo
Paroles

Bol meri takadir mein kya hai

Mere humasafar ab to bata

Jiwan ke do pahalu hai

Hariyali aur rasta

Kahan hain mere pyar ki manzil

Tu batala tujko hain pata

Jiwan ke do pahalu hai

Hariyali aur rasta

Jahan hum aa ke pahunche Hai

wahan se laut kar jana

Nahi mumakin magar mushkil

Hain duniyan se bhi takarana

Jahan hum aa ke pahunche hai

Wahan se laut kar jana

Nahi mumakin magar mushkil

Hain duniyan se bhi takarana

Tere liye hum kuch bhi Sahenge

tera dard ab dard mera

Jiwan ke do pahalu hai

Hariyali aur rasta

Bol meri takadir mein kya hai

Mere humasafar ab to bata

Jiwan ke do pahalu

Hai hariyali aur rasta

Tumhare khwab se dil kash

Nazara aur kya hoga

ke Tum mere sahare ho

Sahara aur kya hoga

Tumhare khwab se dil kash

Nazara aur kya hoga

ke Tum mere sahare ho

Sahara aur kya hoga

Khus hun tu jis hal me rakhe

Teri thi teri hun sada

Jiwan ke do pahalu

Hai hariyali aur rasta

Kahan hain mere pyar ki manzil

Tu batala tujko hain pata

Jiwan ke do pahalu

Hai hariyali aur rasta

Bol meri takadir mein kya hai

Mere humasafar ab to bata

Jiwan ke do pahalu hai

Hariyali aur rasta

Bol Meri Taqdeer Men Kya Hai par Mukesh/Lata Mangeshkar - Paroles et Couvertures