Aashiq 1962
Mukesh Chand Mathur
Lata Mangeshkar
1️⃣ Blue Mukesh
2️⃣ White Lata
3️⃣ Blue Both
Mukesh: O shama mujhe phoonk de
Mein na mein rahun,
Tu na tu rahen
Yahi ishq ka hai dastoor
Yahi ishq ka hai dastoor
Lata: parwane jaa, hai ajab chalan
Yahan jeete ji apana milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor
Lata: shaam se lekar roz sahar tak
Tere liye mein har raat jali
Shaam se lekar roz sahar tak
Tere liye mein har raat jali
Mai ne to haaye ye bhi na jana
Kab din Dooba,kab raat dhali
Phir bhi hai milne se majboor
Phir bhi hai milne se majboor
Mukesh: O shamma mujhe phoonk de
Mai na mai rahoo tu na tu rahen
Qismat ko nahi manzoor
Qismat ko nahi manzoor
Gorgeous Star Singers
Mukesh: pathar dil hain ye jag wale,
Jane na koi mere dil ki jalan
Pathar dil hain ye jag wale,
Jane na koi mere dil ki jalan
Jab se janami pyar ki duniya,
Tujh ko hai meri, mujhe teri lagan
Tujh bin ye duniyaa hai be noor
Tujh bin ye duniyaa hai be noor
Lata: Parwane jaa, hai ajab chalan
Yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor
Super Risers (SR)
Mukesh: Haay ri qismat, andhi qismat
Dekh saki na meri teri khushi
Haay ri qismat andhi qismat
Dekh saki na meri, teri khushi
Lata: haay ri ulfat,be bas ulfat
Ro ke thaki,jal jal ke mari
Both: dil jo mile kis ka tha kasur
Dil jo mile kis ka tha kasur
Mukesh: O shama mujhe phoonk de
Mein na mein rahun,
tu na tu rahen
Yahi ishq ka hai dastoor
Yahi ishq ka hai dastoor
Lata: parwane jaa, hai ajab chalan
Yahan jeete ji apanaa milan
Qismat ko nahin manzoor
Qismat ko nahin manzoor
Thanks for supporting