Maine,
Tere liye hi
Saat rang ke sapne chune
Sapane surile sapane
Maine tere liye hi
Saat rang ke sapne chune
Sapane surile sapane
Kuchh hanste
Kuch gam ke
Teri aankhon ke saaye churaye
Rasili yaadon ne
O maine tere liye hi
Saat rang ke sapne chune
Sapane surile sapane
Choti baatein
Choti choti baaton ki hai yaaden badi
Bhule nahin beeti hui ek choti ghadi
Choti baatein
Choti choti baaton ki hai yaaden badi
Bhule nahin beeti hui ek choti ghadi
Janam janam se aankhen bichhaayee
Tere liye in raahon mein
O maine tere liye hi
Saat rang ke sapne chune
Sapane surile sapane
See more at sureshkumar
Bhole bhale
Bhole bhale dil ko bahalate rahe
Tanhai mein tere khayalon ko sajate rahe
Bhole bhale
Bhole bhale dil ko bahalate rahe
Tanhai mein tere khayalon ko sajate rahe
Kabhi kabhi to aawaaz dekar
Mujhako jagaayaa yaadonn ne
O maine tere liye hi
Saat rang ke sapne chune
Sapane surile sapane
Ruthi raatein
Ruthi hui raaton ko manaya kabhi
Tere liye meethi subah ko bulaya kabhi
Ruthi raatein
Ruthi hui raaton ko manaya kabhi
Tere liye meethi subah ko bulaya kabhi
Tere bina bhi tere liye hi
Diye jalaye raahon mein
O maine tere liye hi
Saat rang ke sapne chune
Sapane surile sapane
Kuchh hanste
Kuch gam ke
Teri aankhon ke saaye churaye
Rasili yaadon ne
O maine tere liye hi
Saat rang ke sapne chune
Sapane surile sapane