Suhaana safar aur ye mausam Haseen
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Hame dar hai ham kho na jaye kahin
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Ye kaun hasta hai phulo me chhup kar
Bahaar bechain hai kiski dhun par
Ye kaun hasta hai phulo me chhup kar
Bahaar bechain hai kiski dhun par
Kahi gun gun, kahi run jhum,
ke jaise naache zameen
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Hame dar hai ham kho na jaye kahin
Suhaana safar aur ye mausam haseen..
Ye gori nadiyon ka chalna uchhalkar
Ke jaise alhad chale pee se milkar
Ye gori nadiyon ka chalna uchhalkar
Ke jaise alhad chale pee se milkar
Pyaare pyaare ye nazaare
nikhar hai har kahi
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Hame dar hai ham kho na jaye kahin
Suhaana safar aur ye mausam haseen..
Ho..ho..ho..ho..ho.o.o.o.o
wo asmaan jhuk raha hai zameen par
wo asmaan jhuk raha hai zameen par
Ye milan hamne dekha hai yahin par
wo asmaan jhuk raha hai zameen par
Ye milan hamne dekha hai yahin par
Meri duniya mere sapne
milenge shayad yahin
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Hame dar hai ham kho na jaye kahin
Suhaana safar aur ye mausam haseen
Suhaana safar aur ye mausam haseen