aaaaaa.....
aaaaaaa......
aaaaaaaa.......
bhuli bisari ek kahani
bhuli bisari ek kahani
phir aayii...
phir aayi ek yaad purani
bhuli bisari ek kahani,
phir aayi ek yaad purani
bhuli bisari ek kahani, bhuli bisari
aane ka vada kiya oo..
aane ka vada kiya,
vada tod diya nahi aae piya
aane ka vada kiya, vada
tod diya nahi aae piya
o bhul gae tum prem kahani
bhul gae tum prem kahani,
phir aayi ek yaad purani
bhuli bisari ek kahani,
phir aai ek yaad purani
bhuli bisari ek kahani, bhuli bisari
maine to pyar kiya ooo..
maine to pyar kiya,
aitabaar kiya, intazaar kiya
maine to pyar kiya,
aitabaar kiya, intazaar kiya
o tumne kiya kya dilbarjani
tumne kiya kya dilbarjani,
phir aai ek yaad purani
bhuli bisari ek kahani,
phir aai ek yaad purani
bhuli bisari ek kahani, bhuli bisari
haari mai karke jatan o
haari mai karke jatan, mere
bichade sajan kab hoga milan
haari mai karke jatan, mere
bichade sajan kab hoga milan
ho lambi judai rut mastani
lambi judai rut mastani,
phir aai ek yaad purani
bhuli bisari ek kahani,
bhuli bisari ek kahani, phir aai
phir aayi ek yaad puraani
bhuli bisri ek kahaani
bhuli bisri