menu-iconlogo
logo

Badri Ki Dulhania

logo
Paroles
Khelan kyun na jaaye

Tu Hori re rasiya

Khelan kyun na jaaye

Tu Hori re rasiya

(jun chuk chuk chuk)

Poochhe hain tohe saari guiyan

Kahan hai Badri ki dulhania,

(jun chuk chuk chuk)

dulhania..

Kurti pe teri malun gulaal

Rang bata blue ya laal

Air mein tere udte baal

Aaja rang doon dono gaal

Arey sa ra ra ra..(hey)

Arey sa ra ra ra..(hey)

Arey sa ra ra ra..(hey)

Kabira sa ra ra ra..(whistle)

Baby ke dekhe jhumke

Laga de chaar thumke (aanha)

Chhichhore nache jamke, re!

(Eh eh eh..)

U.P mein din dahade

Window aur chhat pe taade

Hum dekhen aankhein phaade re!

Arey arey arey..

Tujhpe tiki hai meri naughty najariya..

Tujhko bana kar ke

Tujhko bana kar ke

Tujhko bana kar ke

Le jayenge

Badri ki dulhania

Tujhko bana kar ke Le jayenge

Badri ki dulhania

Rani bana kar ke Le jayenge

Badri ki dulhania

Munia re munia

Badri ki dulhania

Munia re munia

Badri ki dulhania

(tang dang tang tang

tang dang tang tang,,)

Baby badi bholi hai

Baby ki rang di choli hai

Angreji mein khit pit madam ri

Bura na maano holi hai

Rama rama gazab hogaya

Terse nazariya lad gayi

Aayi jawani julm hoyi gawa

Kis aafat mein pad gayi

Are sa ra ra ra..

Kabira sa ra ra ra..

Ho.. Rama rama gazab hogaya

Terse nazariya lad gayi

Aayi jawani julm hoyi gawa

Kis aafat mein pad gayi

Haaye main mar gayi

Suli pe chadh gayi

No no no kehna tha

Lekin haan kar gayi

Dil tujhko send main to kar gayi re mai

Badri ki dulhania

Tujhko bana kar ke Le jayenge

ho Badri ki dulhania (ahan)

Rani bana kar ke Le jayenge

Badri ki dulhania

Baby ke dekhe jhumke

Laga de chaar thumke (aaha)

Chhichhore nache jamke, re!

(eh eh eh ..eh)

U.P mein din dahaade

Window aur chhat pe taade

Hum dekhen aankhein phaade re!

(eh eh eh..)

Ayey.re re re..

Tujhpe tiki hai meri naughty najariya..

Haaye!

Tujhko bana kar ke

Tujhko bana kar ke

Tujhko bana kar ke

Le jayenge

Badri ki dulhania

Tujhko bana kar ke Le jayenge

Badri ki dulhania

Rani bana kar ke Le jayenge

Badri ki dulhania

Munia re munia

Badri ki dulhania

Munia re munia

Badri ki dulhania